Humein Tumse Pyar Kitna (Sanam Puri) – Song Lyrics
- Tumhe koi aur dekhe
To jalta hai dil
Badi mushkilon se phir
Sambhalta hai dil..
Kya kya jatan karte hai
Tumhe kya pata…
Yeh dil bekarar kitna
Yeh hum nahi jante
Magar jee nahi sakte
Tumhare bina haan…
Humein tumse pyar kitna
Yeh hum nahi jante
Magar ji nahi sakte
Tumhare bina haan…
Humein tumse pyar kitna!
Suna hum judaai ka
Uthate hai load
Jaane zindagi kaise bitate hai log…
Dil bhi yaha to lage
Varsh ke sama…
Humein intezaar kitna
Yeh hum nahi jante
Magar ji ni sakte
Tumhare bina haan…
Humein tumse pyar kitna
Yeh hum nahi jante
Magar ji nahi sakte
Tumhare bina haan…
Humein tumse pyar kitna!
Haan…. haan…