Rula Ke Gaya Ishq (Stebin Ben)  -Song Lyrics

Rula Ke Gaya Ishq (Stebin Ben)  -Song Lyrics

Kaash Tu Mere Haq Mein Hota
Banke Yaqeen Shaq Mein Hota
Kaash Tu Mere Haq Mein Hota
Banke Yaqeen Shaq Mein Hota

Par Aisa Huya Nahi
Tu Hai Milon Door Kahin
Tere Sang Pal Do Pal Ko
Hasna Jo Chaaha Toh

Rula Ke Gaya Ishq Tera
Roola Ke Gaya Ishq Tera
Ke Maane Nahi Dil Ye Mera
Kaise Chup Main Karaun Ve

Roola Ke Gaya Ishq Tera
Rula Ke Gaya Ishq Tera
Ke Maane Nahi Dil Ye Mera
Kaise Chup Main Karaun Ve

Yaar Bichhda Mila De Ve Koi
Aankha Rondi Aa Zaar Zaar
Hasa De Koi

Rula Ke Gaya Ishq Tera
Roola Ke Gaya Ishq Tera
Ke Maane Nahi Dil Ye Mera
Kaise Chup Main Karaun Ve

Roola Ke Gaya Ishq Tera
Rula Ke Gaya Ishq Tera
Ke Maane Nahi Dil Ye Mera
Kaise Chup Main Karaun Ve

Khaabon Se Zaada Aashuon Se Dosti
Kar Baithe
Jeene Ki Khaahish Mein Lamha Lamha
Mar Baithe

Khaabon Se Zaada Aashuon Se Dosti
Kar Baithe
Jeene Ki Khaahish Mein Lamha Lamha
Mar Baithe

Tu Aise Juda Huya
Main Raat Tu Subah Huya
Tujhpe Main Marta Raha
Tujhe Yaad Main Karta Raha

Bhula Ke Gaya Ishq Tera
Roola Ke Gaya Ishq Tera
Bhula Ke Gaya Ishq Tera
Roola Ke Gaya Ishq Tera
Kaise Chup Main Karaun Ve

0 Shares:
You May Also Like